Par na mili vo khi
Ek din dikhi vo raah me
Pta na tha ho jygi usse chah muje
Kch din tw dikhti rhi aise hi
Par fir aadat si hone lgi use dekhne ki
Himmat na hui kch kahne ki
Na hi hui uske bina rahne ki
Kya karta me aashiq bechara
Himmat jutaai aur kah daala
Par himmat jutane me lg gye 2 saal
Tab tak ho chuka tha bura haal
Usne kaha muje na krna kuch
Mene socha mera haal tw puch
Par ye kahkar dosti tk hi rakh diya ye fasana
Aur kar bhi kya sakta tha ye deewana
Ab bas uparwale ka sahara h
Uske alava aur koi na raha ab PYAARA
